View Full Version : accident
hardy
06-03-2009, 03:07 AM
han ji mein ek thread shro kr raha hon
jis mein ap ne btana hai k zindagi aap k sath koi aisa
hadsa paish aya ho jo naqable framosh ho. koi haseen waqia
jise yaad kr k khushi ho ya koi khtarnak haadsa jis se hoofse
rongte khre ho jayen.
mere sath ye hadsa hwa k meri mulaqat malik se hogai jise yaad kr k khuwab mein b.................
:whoo
muskra deta hoon:whoo
nido786
06-03-2009, 03:23 AM
hardy bhai ap ne mashallah bahut acha thread start kiya hai yahn pe jub members apne hadsat share karian gay to cool cool reply milain gay so keep it up.
malik
06-03-2009, 03:29 AM
hey hey hardy welcome at mustduniya .com
ashtrio
06-03-2009, 05:08 AM
nice thread hardy bhai is main to soch kar likhna paray ga
malik
06-03-2009, 05:20 AM
aisa koi khas waqia to paish nhi aya mgr ab lag raha ap se tkrana shayad aik acha hadsa tha
aur masoom bhai ziyada soch mein mat pro. q k ksi ne kaha hai na sochi piya te banda gaya
TheMask
06-03-2009, 06:42 AM
nice thread hardy,, or haan is mein hamein zaroor share karna chahiye,, koz boht sari intresting incidents sunnay or parhnay ko milein gay
nido786
06-10-2009, 03:05 AM
Mujhay abhi koi yad nahi arha hai incident :p:p:p
malik
06-11-2009, 03:57 AM
Nido bhai lagta hai kafi gehri chot ai thi js ki wja se yadasht ne shyad saath chor dia
meray sath bohat saray hadsay peysh ayen hayn yaar...........
ab main kon kon sa kissa sunaon tumhy
malik
06-11-2009, 04:25 AM
:wel Zain bhai sb hadsay to yadgar nhi ho skte na . koi ek mgr naqableframosh waqia ya hadsa ho to share kren
nido786
06-12-2009, 02:33 AM
Han ab kuch yaad arha hai
main aik dafa zain k sath bike pe betha tha zain bhai ne wheeling kertay huay mujhay gira diya tha:p:p
malik
06-15-2009, 12:55 AM
ktni hairat ki baaaaaaaaat hai k zain bhai ne aaaaapko giraya aur ap gr gaye. veeeeeeeeeeeery funyyyyyyyy .aaaap to aise react kr rahe hain jese 4th floor se graya ho.:whoo:whoo:whoo:whoo:whoo
nido786
06-15-2009, 01:48 AM
Malik sahb jiss k sath hadsa hota hai na usi ko hi dard ki shidat malom hoti hai.
malik
06-18-2009, 05:28 AM
hmmmmmmmmmmmmm ye baat to hai
ashtrio
07-01-2009, 06:42 AM
malik bhai samajh jao na nido bhai samjha rahay han
hahahahahaah NIDO yaar ye hadsa thoori tha......ye tou shughal ta
malik
07-03-2009, 02:10 AM
haiiiiiiiiiiiiiiiin agr ye shughl hai to Hadsa kia hoga Zain bhaaaaaaaaaaaaaaaaai.
yaar malak saab sawaal bohat karta hay......o bhai swal or jawab wala thread main kiya karo sawall....
malik
07-04-2009, 01:44 AM
ohoooooooooooo aaaaaaap to tng ho gaye Zain bhaaaaaaaaai lkn zra sochen js topic pr bat ho rahi hai wo place ye honi chahyeeeee ya swal jwab . koi bat nhio koi bat nhi jb insan tng ho jata hai to use pta nhi chlta k mein kia keh raha hon ya kia kr raha hon. wese us hadse mein aaaaaaap b Nido bhai k saaaaaaaath the naaaaaaaaaaaaaaaa.
aik dafa mujy aik larki say pyaar ho gya.......ye lo naqable faramosh waqia busss
http://www.mastdunya.com/images/imported/2011/2009/07/564.jpg
pyaar........:p
Raniya
07-04-2009, 10:13 PM
Abhi tak tu koi asea Hadsa nai howa howa tu share zarore karoon gai
pyaar k ilawa b koi hadsa share kar sakti hayn......koi b
TheMask
07-06-2009, 02:37 AM
lolzzzzzzzzzz... zindagi hay yar,, is mein roz hi koi na koi hadsa hota rehta hay,,
kitnay share karein,,
malik
07-06-2009, 03:30 AM
hahahahaha to ye bat hai Akhr pkre gae na . ab smjh mein aya k motorcycle se grne ki wjah kia thi . bhai pyar hona koi bri bat nhi mgr jb aaaaaaaaaap ksi lrki ko cherenge to jote to pre ge hi aur us se bchne kiye bhagna to prta hai jese k aaaap bhage mgr is trah dm dba k bhagna k hadsa hojaye aur to aur dost ki yadasht mein falt ajaye aur jote b alag se lgen had hai bhai. agr hmt nhi to aise kam hi mt kro. . wese yar waqai bra khtrnak hadsa tha . meri dua hai k Allah aaaaaaap ki halat pr raham kre aur sudhrne ki b tooofeeeeeeq atta farmaye AAAAAAAmeeeeeeeeeeen.
jo pyar krte hain wo hosla b blnd rkhte hain. na ho hosla jn mein wo Zaiiin bhaaaaaaaaaaaaai ki trah bhagte aur mar khate rhte hain ahahahahahahahahahahaha
malik saab aap ny kabhi pyaar kiya hay kya???
malik
07-07-2009, 12:45 AM
hahahahahahh mujhe b Zaaaaaaaaaain smjha hai kia ? Aur agr ais a hwa b to Insha Allah aaaaaaaap jesa koi kam nhi kronga hahahahahahah
nido786
07-07-2009, 01:47 AM
Wah bhi wah baray jotay shotay parr rahay hain zain ko to
wese malik bhai aj ap bata hi dein k ap ki yeh joton wali kia kahani hai ap ko bhut yad atay rehtay hain yeh jotay.:rl:rl:rl
ashtrio
07-07-2009, 01:55 AM
hmmmmmmmmm sahee sahee batao kis kis ko jotay paray han ?
meray khayal sy.......malik sahab k sath koi na koi hadsa hoa hay joton wala.....
or NIDO......hahahahah funny boy bohat funny ho tum :p
TheMask
07-07-2009, 04:26 AM
wah g wah kya hadsay chal rahay hien,,
sohail
07-08-2009, 12:19 AM
Aaj aik accident how mery sath bhi gardi chaltey phone sun raha tha aur police waley nay dekh liya aur 115 $ ka ticket dey giya aur licence k 3 points bhi lay giya lolz
nido786
07-08-2009, 02:18 AM
So sad Sohail bhai yeh to waqai bhot bara hadsa tha.:rl:rl
malik
07-09-2009, 03:49 AM
Yar moun kiun khulwa rahe ho . chalo aaaaaaaaj bta hi deta hon ek dafa mein bs stop pr khara tha k Zain bhai bike pr aur becahre Nido bhaaaaaaaai b saaaaath the . k achanak zain bhai ne lrki ko cheera aur najane kia kaha k wo gusa ho gai aur jota khench mara . itne mein wahan khre logon ne Zain ko pkrne ki koshish to dr k ye bhaaaaaag nkle k achanak samne ek gari agae js tkrane k baad sdk pr ja gre Nido bhaaaaaaaai ka sr foot path pr baad mein pta chla k wo apni yadaasht kho bethe . logon ne unhen pkr liya phr ao dekha na tao de dhna dhn joton ki barish krdi ek jota meine b ghalti se mara jo aaaaj tk nhi mla is liye mjhe wo jota bht yaaad ata hai. lkn mje jote ka to itna afsos nhi jtna jote khane walon pr aya . wo to baaaaaaad mein mjhe pta chala k jote khane wale apne hi bhaaaaaaai hain.hahahahahahahahahahahahahahahahaah
nido786
07-09-2009, 04:26 AM
Malik Bhai wah kia story mari hai bhot khoob keep it up,,,:rl
ashtrio
07-09-2009, 05:50 AM
app ko kisi nay mana to nahi kia hay app bhee story suna do
ho sakta hay ishee tarha barish ajay
hahahaha
nido786
07-09-2009, 06:17 AM
Hahahahahahahaha
wah bhai meray ab khud storiyan sunanay walay yeh batain dosron ko ker rahay hain.
Powered by vBulletin® Version 4.1.10 Copyright © 2012 vBulletin Solutions, Inc. All rights reserved.