View Full Version : bus awian hi
Raniya
04-09-2009, 05:11 AM
http://www.mastdunya.com/images/imported/2011/2009/04/70.jpg
TheMask
04-14-2009, 04:46 AM
nice picture hay but ainway hi kun ?
Raniya
04-14-2009, 04:47 AM
awain is liya k koi acha sa title nai mila tu bus likha diya awain hi
TheMask
04-14-2009, 04:55 AM
ok to kya mein bhi koi new thread bana sakta hoon ?
ashtrio
04-15-2009, 06:14 AM
bohot achee picture hay
nido786
04-28-2009, 03:21 AM
Masoom bahi aap ko yeh pic kyun achi lagi ?
ashtrio
04-28-2009, 01:44 PM
is pic main sabaq hay agar app nay ghooor say daykhee ho to
jis tarha ya phool murjha gia hay apni umar poree kar k us hee tarha insan bhee murjha jay ga
nido786
05-05-2009, 02:10 AM
is pic main sabaq hay agar app nay ghooor say daykhee ho to
jis tarha ya phool murjha gia hay apni umar poree kar k us hee tarha insan bhee murjha jay ga
wah je wah bahut khoob yeh bat to main ne sochi hi nai thi.
Raniya
05-05-2009, 02:44 AM
is pic main sabaq hay agar app nay ghooor say daykhee ho to
jis tarha ya phool murjha gia hay apni umar poree kar k us hee tarha insan bhee murjha jay ga
I like your comment masoom bacha aap nay theek kaha
ashtrio
05-05-2009, 02:56 AM
thanx raniya
wasay nido bhai kabhi kabhi zindagi ki haqiqat ko bhee ghoooooooooooor say daykha karo
nido786
05-05-2009, 03:25 AM
thanx raniya
wasay nido bhai kabhi kabhi zindagi ki haqiqat ko bhee ghoooooooooooor say daykha karo
hahahahaha
woh to masoom bhai main dekh raha hon ap ko........
malik
05-28-2009, 03:23 AM
I like ur comments too. masoom bacha. wese itne masoom b nhi ho
q k aapne ye baat bari gehrai mein ki hai.
Powered by vBulletin® Version 4.1.10 Copyright © 2012 vBulletin Solutions, Inc. All rights reserved.