PDA

View Full Version : Think U as President for One DAY

ashtrio
04-29-2009, 02:13 PM
AGER IK DIN KE LIYE AAP KO PRESIDENT BNA DIA JAYE

KIA KERO gey
UR KIA KERNA CHAHO gey......................

TheMask
04-30-2009, 01:10 AM
Mein sub say pehlay Dua karoon ga k Ya-Allah mujhay mulk ki khidmat karnay k moka day,,
or jo mulk k mafad mein ho woh kaam karnay ki tofeek ata karay,, ameen

nido786
04-30-2009, 01:29 AM
Agar main aik din k liye president bana to mast dunya forum ko official site bna don ga.:p

ashtrio
04-30-2009, 01:43 AM
Agar main aik din k liye president bana to mast dunya forum ko official site bna don ga.:p

kia bat hay yar zabardast

nido786
04-30-2009, 01:49 AM
thnx masoom bhai.:D

TheMask
04-30-2009, 04:06 AM
Agar main aik din k liye president bana to mast dunya forum ko official site bna don ga.:p

Bohat khoob nido.. excelent,, yar,, awesome,,
me 101% agree with you,,,,Daad wasool karo meri taraf say,,

nido786
05-02-2009, 12:55 AM
Thank u so much humna je.

ashtrio
05-02-2009, 03:48 AM
humna jee app Dua ka bad kia kam karo gay

nido786
05-04-2009, 01:52 AM
Masoom je abhi tuk ap ne apna nai bataya k ap kia karo gay ?

Raniya
05-04-2009, 02:14 AM
Sab say pehlay sarey puraney siyasatdano ko maar deny ka order us k baad yeh order k jis mna ya mpa k area main agher koi gardebarde hoi tu us mna ya mpa ko arest karo aur jo garde barde karney wala hai usey foran pakrde k saza do koi case nai chalo bus saza do

nido786
05-04-2009, 03:23 AM

Bilkul Sai kaha Raniya ap ne.

ashtrio
05-05-2009, 03:09 AM
Sab say pehlay sarey puraney siyasatdano ko maar deny ka order us k baad yeh order k jis mna ya mpa k area main agher koi gardebarde hoi tu us mna ya mpa ko arest karo aur jo garde barde karney wala hai usey foran pakrde k saza do koi case nai chalo bus saza do

bohot khubbbbbbbbbbbb raniya is tarha to koi mna or mpa bahar nahi rahay ga saray k saray jail main hon gay kia parliment akaylay hee chalo gee ?

nido786
05-05-2009, 03:38 AM
bohot khubbbbbbbbbbbb raniya is tarha to koi mna or mpa bahar nahi rahay ga saray k saray jail main hon gay kia parliment akaylay hee chalo gee ?

Hahahahahahah phir to masoom log hi mulk ko chalain gay masoom bachay ki tarah.:D

ashtrio
06-03-2009, 05:06 AM
hahahahahahaha
nido bhai kia mulk ko chalana sirf mna's or mpa's ka kam hay nahi is main sab shamil han har koi appna appna kam kar kay apni zimadari pori kar k mulk ko chalanay main apna hisa dalta hay

nido786
06-04-2009, 01:48 AM
to masoom bhai abhi tuk apne aisa kounsa kam kiya hai jo mulk k liye acha hai????

ashtrio
06-05-2009, 08:09 AM
main nay karz utaro mulk savaro muhim main donation dee thee kiun tha na acha kam

nido786
06-06-2009, 12:22 AM
wow zabardast yar yeh to bhut acha kam kiya tha ap ne.

ashtrio
06-06-2009, 06:23 AM
or app nay kia kia hay nido bhai

nido786
06-08-2009, 01:41 AM
Yar main jitna bhi kam ker lon apnay mulk k liye thora hai masoom.

TheMask
06-08-2009, 03:30 AM
But itna gusa bhi acha nahi Raniya,, chalo pani piyo pehlay,,

phir aram say sochna ok,,, :P

ashtrio
06-08-2009, 07:12 AM
mask bhai ya raniya kahan hay bat to nido bhai kar rahay han

nido786
06-10-2009, 03:03 AM
Hahahahahahaha

waqai yar yeh raniya kahan se agai mask g ?????

bat to kisi aur ki horahi thi,,,

ashtrio
06-22-2009, 01:22 AM
koi bat nahi nido bhai kabee kabhee log ghabra bhee jatay han