Raniya
04-28-2009, 10:52 PM
BHARAM rakh lo mohabbat ka,wafa ki shan ban jao
kisi pay JAN dedo,ya kisi ki JAN ban jao
tumhray NAAM se mujh ko pukarain gay JAHAN walay
Main ban jaon FASANA tum UNWAAN ban jao
kisi pay JAN dedo,ya kisi ki JAN ban jao
tumhray NAAM se mujh ko pukarain gay JAHAN walay
Main ban jaon FASANA tum UNWAAN ban jao