PDA

View Full Version : Sham ka ujalon ma



sohail
04-18-2009, 01:46 AM
Shaam kay ujaalon mein

Apnay narm haahton say

Koi baat achi si

Koi khuwab sacha sa

Koi bolti khushboo

Koi sochta lamha

Jab bhi likhna chaho gaye

Soch kay dareechon say

Yaad kay hawaalon say

Mera naam chup chup kar

Tum ko yaad ayeega

Haath kaanp jaein gaye

Shaam thehar jaye gi

TheMask
04-18-2009, 01:55 AM
Umdah Intekhab janab

ashtrio
04-27-2009, 03:13 AM
nice sharing yar

Raniya
04-27-2009, 03:19 AM
very good