PDA

View Full Version : 10 Baatein



cool
04-14-2009, 08:50 PM
10 Baatein in cheezoon ko khatm kar deti hain

1. Tauba - Gunah ko

2. Dukh - Zindagi ko

3. Ghussa - Aqal ko

4. Sadqa - Musibat ko

5. Chugli - Dostee ko

6. Namaz - Be-Hayaee ko

7. Neki - Badi ko

8. Jhooth - Rizq ko

9. Zulm - Insaaf ko

10. Takabur - Aamal ko

TheMask
04-15-2009, 02:28 AM
Masha Allah , Jazak Allah boht achi sharing hay

ashtrio
04-15-2009, 05:16 AM
bohot achee sharing hay mayray bhai Allah say dua hay k Allah hum sub ko is per amal karnay ki tofeeq day