View Full Version : Sawal or un k jawab
agar aap k pass koi sawal hay
tou please share karain
koi b aysa sawal jiss ka jawab aap ko maloom na ho or aap us ka jawab maloom karna chahtay hon tou....share karain
THANKX
QUESTION:
1 Aadmi car me 2 Larkyon ke sath jaraha tha.
Police wale ne rok ker pucha: In larkiyon se tumhara kia Rishta hai?
Aadmi ne kaha: Jo meri Car ka number hai wohi mera in se Rishta hai..
Aur Car ka number hai 2989
ANSWERE
29 = Dono
89 = Nawasi
Dono meri Nawasi hain :)
AGAR aap k pass hayn sawal tou share karain....or jawab hasil karain shukriya..
Raniya
07-02-2009, 09:52 PM
Pakistan k halaat kab theek hoon kab hum aazadi aur bila khuf aur khatrey k bahir ghum phir sakian gay abhi tu asea lagta hai jesay pata nahi gher wapis zinda ana b hai k nai akhir kab tak?
INSHALLAH bohat jald (dua kiya karoo buss)
(jesay hamay bohat arsay baad World Cup ki khushi milli hay)
wo kehtay hayn na k
jo hota hay ACHAY K LIYE HE HOTA HAY
koi pehaylee type k question karoo rani
TheMask
07-04-2009, 04:42 AM
hmmmmmmmmmmm nice n very intresting thread yar zain,,
thank u G.....the mask bhai :p
masoom bhai nay aik sawal kiya hy
salwal ye hy k
pakistan ki city jis ko urdu mai likhtay waqt 15 nuqtay dalnay partay hain
jawab hy
PAK PATAN SHARIF
IK OR SAWAL HY
I am made of 5 letters,
If U remove the first letter,
It is part of our body.
If U remove the second letter,
It is everywhere!
Guess what ???!
TheMask
07-07-2009, 09:07 AM
wah wah g wah kya baat hay beta apki,, kya answer phainka hay,,
hahahahaha daikh lay phir.......SAWAL OR UN K JAWAB HAHAAH;):p
yahan tou baray baray sawaloon k jawab milain gay aap ko..:)
TheMask
07-07-2009, 09:36 AM
http://www.mastdunya.com/images/imported/2011/2009/07/511.jpg
ina fankar na ban hun,, warna pol khool doonga,, :p
hahaahahhaahahahaah............POOL :p..acha.......khoolo na
sohail
07-08-2009, 12:26 AM
kesa poll khula ja rah ahai
nido786
07-08-2009, 02:17 AM
woh koun sa waqt tha jub Asif Ali Zardari president bana ??????:tw
Mujhay bus is ka jawab chaiye,,,,,
sawal samaj main nahi aaya NIDO bhai.....nd sohail sahib.....Pool the mask say pucho kesa pool kholna chah rahay hain
TheMask
07-09-2009, 01:17 AM
chalo choro yar,, ub kya kehna,,
ashtrio
07-09-2009, 06:05 AM
ab na kaho bad main keh day na yar mask bhai
nido786
07-09-2009, 06:10 AM
Yar bhai logo main ne jawab manga tha jawab dona
bila waja idher udher ki na phenko,,,,
nido786
07-10-2009, 01:33 AM
kuch kaho to na.
ashtrio
07-10-2009, 01:54 AM
jab signal hee nahai hongay tu sab kaysay kaho gayyyyyyyyyyyyyyyyy ?
Dil ko dil say rah hoti hay bilal.......:)
signals ki koi zarorat nahi....:p
nido786
07-11-2009, 12:50 AM
MEra sawal ka to kisi ne jawab nahi diya apni guppain marna shru ker di hain sub ne,,,,:tw
TheMask
07-11-2009, 07:55 AM
hahahahahah gusa nahi kar yar,, ok me ko bata kya sawal tha tumhara ?p
ashtrio
07-11-2009, 08:55 AM
dophair k 3 bajay thay jab asif zardari presedent bana tha
hahahahahahah
khush ho jao nido bhai app k sawal ka jawab day diya hay main nay
hahahahah bilkul sahi jawaab hay........NIDO bhai...ab khush ho
THE MASK k sawal ka jawab..
500 posts
Answer :
Vazir Us per Likhega “Maut”
Kyoki Khush Insaan Maut dekh kar Gamgeen ho jayega.
or Gamgeen Insaan maut dekhkar khush ho jayega.
TheMask
07-24-2009, 06:52 AM
acha g explain karo theek say ?
nido786
07-24-2009, 07:51 AM
Main explain karon agar zain bhai ki ijazat ho to,,
samajhdaar logon ko samajh agaye ho gi.......
TheMask
07-25-2009, 01:24 AM
woh to theek hay mein samajh gya hoon,, but kuch logoon ko samajh nahi aai na,,
nido786
07-25-2009, 02:25 AM
Koun log hain woh jinn ko samjh nai ai ?????
han bhaye.......NIDO pucho pucho
nido786
07-27-2009, 02:29 AM
Zain bhai yeh agha bilal masoom kub bana ???? http://www.mastdunya.com/images/imported/2011/2009/07/13.jpg
ashtrio
07-31-2009, 06:24 AM
goooooooooood question yar nido bhai
zain bhai jawab do ab
TheMask
08-01-2009, 06:20 AM
hhahahahaha kya question mara hay nido,, is say behter to na hi pochtay,, :p
Khud Apnay Amal KA Hisaab kia Daitay
Sawaal Saray Ghalat Thay Jawab Kia daitaiy....
bint-e-zok
09-25-2009, 06:53 AM
jawab nai ataa hoga
poetry thy ghouar karain....
ashtrio
09-29-2009, 03:38 PM
thee kia ab nahi hay ?
Bachna Ay HaseeNo Lo main Agya....
ashtrio
10-19-2009, 11:04 AM
yahan per haseen nam kka koi bhee nahi hay zain bhai
Rihab
10-19-2009, 09:47 PM
Woh koon c cheez hai jo zarorat k waqat phaink di jati hai aur jab zarorat na ho to utha li jati hai ?
Sahi jawaab denay waley ko nilam gher ki tarif say elctra inaam main diya jaye ga hahahahaha
ashtrio
10-21-2009, 11:04 AM
:01 :q
TheMask
10-22-2009, 01:44 AM
i think aisa hay k aisi to boht c cheezein hien
Powered by vBulletin® Version 4.1.10 Copyright © 2012 vBulletin Solutions, Inc. All rights reserved.