Raniya
04-14-2009, 03:49 AM
Usay inta bata dena
main us se door ho kar bhi
bohat majboor ho kar bhi
dukhon se choor ho kar bhi
usi koyaad karta hoon
usay itna bata dena
main dukh apne chupa kar bhi
khushi k geet ga kar bhi
hansi honton par saja kar bhi
usi ko yaad karta hoon
usay itna bata dena
main us se door ho kar bhi
bohat majboor ho kar bhi
dukhon se choor ho kar bhi
usi koyaad karta hoon
usay itna bata dena
main dukh apne chupa kar bhi
khushi k geet ga kar bhi
hansi honton par saja kar bhi
usi ko yaad karta hoon
usay itna bata dena