Raniya
04-14-2009, 03:35 AM
sham ko parindon ki tarha laote aatay hum
muntazir ager koi hamara hota
chand taron ki talab kisay thi
Bus roshni k liya aik sitara hota
hum me shayad koi kami thi warna
zaroor koi taraf dar hamara hota
dunya k logo ki tamana kisay thi
hum nay chaha aik shaks hamara hota
muntazir ager koi hamara hota
chand taron ki talab kisay thi
Bus roshni k liya aik sitara hota
hum me shayad koi kami thi warna
zaroor koi taraf dar hamara hota
dunya k logo ki tamana kisay thi
hum nay chaha aik shaks hamara hota